Home | Contact Me | Related Links | News and Gossip

Abhijeet Sawant Ke Deewaane

Kya tujhe pata hai

Hindi Song Title:Kya Tujhe Pata Hai
Hindi Movie/Album Name: Aapka Abhijeet Sawant
Singer(s): ABHIJEET SAWANT

 

Hindi Lyrics:
 
 
'Kya tujhe pata hai main,
Tujhe kitna pyar karta hoon
Har ghadi jaanejaana
Tera intezar karta hoon
Ho Kehti hai betaabiyaan
Aa mitaa de tanhaayi'  - 2
 
Kya tujhe pata hai main,
Tujhe kitna pyar karta hoon
Har ghadi jaanejaana
Tera intezar karta hoon...
 
 
'Raat bhar meri aankhon mein
Khwaab banke tu aati hai,
Tanha mere khayaalon ko
Ched ke chali jaati hai' - 2
 
Ho dhadkan dhadkan jaane hai,
Main hu tera shedaayi...
 
Kya tujhe pata hai main,
Tujhe kitna pyar karta hoon
Har ghadi jaanejaana
Tera intezar karta hoon
Ho kehti hai betaabiyan
Aa mita de tanhaayi
 
Kya tujhe pata hai main,
Tujhe kitna pyar karta hoon
Har ghadi jaanejaana
Tera intezar karta hoon...
 
'Dooba dooba main rehta hoon,
Ajnabee se ehsaason mein
Khushbooein teri aati hai
Aati jaati in saason mein' - 2
 
Ho yaadon ke aaeene mein,
Sirf tu nazar aayee...
 
Kya tujhe pata hai main,
Tujhe kitna pyar karta hoon
Har ghadi jaanejaana
Tera intezar karta hoon
Ho kehti hai betaabiyaan
Aa mita de tanhaayi
 
Kya tujhe pata hai main,
Tujhe kitna pyar karta hoon
Har ghadi jaanejaana
Tera intezar karta hoon...

HOME