Hindi Lyrics:
Jaana,
Zindagi se na jaana,
Pyar ka yeh khazana,
Ruk na jaaye kahin
Jaana,
Hum rahenge tumhaare,
Hai jab tak sitaare,
Hai jab tak zameen
Duniya saari
Dekar lelu,
Main ik tera pyar
Yeh pyar
Saathi ho jo tere jaisa,
Kya karna sansar,
Sansar
Zameen hai kya,
Jo tu kahein,
Main chaand pe,
Tere saath chalu
Jaana,
Zindagi se na jaana,
Pyar ka yeh khazana,
Ruk na jaaye kahin
Jaana,
Hum rahenge tumhaare,
Hai jab tak sitaare,
Hai jab tak zameen
Mere jeevan mein hai
Tere geeton ki jhankar,
Jhankar.
Tere sang main angaaron par
Chalne ko tayaar,
Tayaar
Tum door ho,
Hazaar ghum,
Tum paas ho,
To mujhe har khushi
Jaana,
Zindagi se na jaana,
Pyar ka yeh khazana,
Ruk na jaaye kahin
Jaana,
Hum rahenge tumhaare,
Hai jab tak sitaare
Hai jab tak zameen
Jaana,
Hooo,jaana
Jaana,
Hooo,jaana
Jaana
|